Advertisement



Happy 74th independence day 2020 - words of samarpan

 Independence day of India hand drawn sign on black background. Indian national three color flag symbol illustration. August 15 holiday banner.

Happy 74th independence day 2020 in India



Har koi bhartiya nagarik jinpe garv karta hai wo hai hamara bharat desh. 

Jaha shahido ke age sab shish jukate hai. Yaha jati, gnati, dharm, bhasha  sab kuch bhul kar sab ek dusre ke liye helpful hote hai. Jab dushmano ke chhakke chhudane ho tab sab hath mila lete hai. 

Hum sab hai bharat maa tere hi bacche Teri aan, ban, shan pe aanch ane nahi denge hum kabhi. 

Chahe kisi bhi jati me peda hue ho bacche sabko ek hi tamiz shikhayi jati hai ki 'ladkiyo ki izzat karna'. Hamare bharat desh me 22 bhashaye buli jati hai pr jab Rashtra gan gana ho tab sab apni rashtrabhasha ko sanman dete hai. Is dharti par janam liya hai hamne, na bhulenge aur na bhulne denge kurbani unki jinhone hume aajad kiya hai. yeh desh hai mera jaha badi se badi chunotiyon ka samna sabne milkar hai kiya. Sab tiranga lahrate hai apni puri shan se aur sada dil me basaye rakhte hai tiranga hamara. Dil to itna bada hai ki jab kisi aur desh ko hoti hai jarurat, tab bhi sharan diya hai hamne unko. Har ek vaykti bharatiya hone ka swabhiman garv se dikhate hai. Garv hai muje is mitti pr ki jo 6od kar gaye the hindustan ko paisa kamane ke liye,

Par nasib ka sanjog to dekho ek virus ki vajah se is sal vo log bhi hamare sath Chohatar(74) va independence day mana payenge.

Happy independence day!🇮🇳

 - words of samarpan